Skip to main content

Seekh gya hu

Jabse tumpe marna chorda hai,
Jeena seekh gya hu.
Jabse tumse door hua hu,
peena seekh gya hu.
Jabse tumhari yaado se nikla hu,
Khush rahna seekh gya hu.
Jabse tumhe dekhna chorda hai,
Sawarna seekh gya hu.
Jabse tumhe kisi gair k sath dekha hai,
Mar-mar k jeena seekh gya hu.

Comments

Mostly Read

मन से उतरे हुए लोग, सामने भी बैठ जाए तो नज़र नहीं आते....
 मै गुल्लक तोड़कर वापस गया जब,  वो गुडिया और मंहगी हो गई थी...